sab jagah agar NO POKING ka banner laga ho to kam se kam 1% log to yeh karna bhool hi jayenge..........
aaj 1% kal 2%....
aajkal log yeh nahin dekhte ki vo kya kar rahe hain.........
unhe doosre ki zindagi main taak-jhaank ki aadat zada hoti jaa rahi hai............
arre yaar apna kaam karo.......
jiyo aur jeene do bhai..........
jab sab yeh karne lagenge to kitna sudhar hoga......
to kyun na aaj se hi..........